शज़र की शाख ए सरमदार है वो
इसलिए झुक जाती हर बार है वो
साहिब ए सुरूर है कोई आसमां में
कैसी नूरानी चमक से सरशार है वो
जल जल कर भी खुश है परवाना
जीत छुपी जिसमें ऐसी हार है वो
इन्तहा ए दर्द से ही जन्मा होगा
याकूत के सीने का आबशार है वो
मोज़ज़े दिखाया करता है रोज़ रोज़
आलम है कि आलम ए दीगार है वो
हर्फ़ ओ हिकायत में सिखा गया
जरुर कोई करीबी रिश्तेदार है वो
उर्दू के मुश्किल शब्दों के अर्थ भी नीचे लिखिए ...दो शेर ही समझ पाए जो कि बहुत अच्छे लगे ।
जवाब देंहटाएंyaqoot ke seene ka abshaar hai woh
जवाब देंहटाएंzaroor koi qareebee rishtedaar hai woh
jeet chhupee jismen aisee har hai woh
bahut khoob likha hai, badhai
shukriya sharda ji , ratnakar ji
जवाब देंहटाएंsaramdaar....falon se ladi hui shaakh
yakoot...laal patthar
saahib e sarur...maalik ka nasha ya khuda ka nasha
sarshaar...bharpoor
hikayat...kahaniyaan
mozaze...chamatkaar
aalam e diigaar .. sansaar kii sabse badi karishmaai taaqat (yahan mera ishara sansaar kii sabse badi taaqat kudrat se hai )
....being in medical profession i have seen lot of miracles happening ...kabhi kabhi kitni bhi dawayein do jakhm nahin sookta aur kabhi kabhi kudrat ke karishme se bina antibiotic ke bhi chamatkar hote hain , isliye sabse badi taaqat kudrat hai.